Telugu LYRICS HOME

Browse Top 20 Telugu Movies

OTHER LYRICS SITES
more partners...


Telugu Song Ye Meraa Jahaan Lyrics
This page contains lyrics of Telugu Song ' Ye Meraa Jahaan ' from the Telugu movie KUSHI
[Ye Meraa Jahaan Lyrics @ http://www.telugulyrics.net ]


yE mEraa jahaan yE mEraa ghar mEra aashiyaan
yE mEri duniyaa tEraa kaam kyaa hai yahaa
Cheerke andhEre soorajko le aa yahaa
kaanTonki raahe mile kaliyaa biChaade vahaa
chal too masti me chal jaayegi manzil kahaa
kal aane vaalOnko dE tEri kadmOnki nishaan

itihaaski shuruvaat aagse huyi aag shakti hai aag zindagi hai
tum sab me ek chingaari hai jise kOyi bhujaa nahi sakta
jo buraayi paas aayEgi jal jaayEgi jo paap kareeb aayEgaa jal jaayEga
tum sab shole ho mashaalleh ho jalte raho jalte raho jalte raho

yE mEraa jahaan yE mEraa ghar mEra aashiyaan
yE mEri duniyaa tEraa kaam kyaa hai yahaa
Cheerke andhEre soorajko le aa yahaa
kaanTonki raahe mile kaliyaa biChaade vahaa
chal too masti me chal jaayegi manzil kahaa
kal aane vaalOnko dE tEri kadmOnki nishaan

itihaasko badlaa pahiyaa ne pahiya ghoomtaa hai duniya aage baDti hai
tumhe bhi ek din itihaas badalnaa hai dEsh ko aage baDhaana hai
tum sab aanevaale kalki saanse ho tum sab aanevaale kalki dhaDkan ho
tum ruk nahi sakte tham nahi sakte chalte raho chalte raho chalte raho

yE mEraa jahaan yE mEraa ghar mEra aashiyaan
yE mEri duniyaa tEraa kaam kyaa hai yahaa
Cheerke andhEre soorajko le aa yahaa
kaanTonki raahe mile kaliyaa biChaade vahaa
chal too masti me chal jaayegi manzil kahaa
kal aane vaalOnko dE tEri kadmOnki nishaan

[Ye Meraa Jahaan Lyrics @ http://www.telugulyrics.net ]
We tried to make Ye Meraa Jahaan Song Lyrics as correct as possible, however if you have any corrections for this song lyrics, please feel free to submit. Please note that we do not provide any Ye Meraa Jahaan mp3 or other Telugu songs on our site. We encourage you to buy this Kushi movie DVD, VCD or audio CD.